ebook img

Qasam key Barey Mey Madani Phool PDF

38 Pages·2013·0.83 MB·Somali
by  
Save to my drive
Quick download
Download
Most books are stored in the elastic cloud where traffic is expensive. For this reason, we have a limit on daily download.

Preview Qasam key Barey Mey Madani Phool

لﻮﮭﭘ ﯽﻧﺪَ ﻣَ ﮟﯿﻣ ےرﺎﺑ ﮯﮐ ﻢﺴَﻗ Qasam kay baaray mein Madani Phool Yeh risala Shaykh-e-Tareeqat, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat, Baani-e- Dawat-e-Islami, Hazrat ‘Allama Maulana Abu Bilal Muhammad Ilyas Attar Qadiri Razavi ﻪـَﻴـِﻟﺎـَﻌْـﻟا ﻢُ ـﻬُ ـﺗُﺎـﻛَ ﺮَـَﺑ ﺖْ ـَﻣاَد nay Urdu zaban mein tehreer fermaya tha, Majlis-e-Tarajim nay is risalay ko Roman-Urdu mein compose kiya hay. Ager is risalay mein kisi bhi tarah ki kami-bayshi paen to neechay diye gae postal ya e-mail address per Majlis-e-Tarajim ko aagah ker kay Sawab kay haqdar banye. Majlis-e-Tarajim (Dawat-e-Islami) Alami Madani Markaz, Faizan-e-Madinah, Mahallah sodagran, Purani Sabzi Mandi, Bab-ul-Madinah, Karachi, Pakistan Contact: (cid:1) +92-21-34921389 to 91 E-mail: (cid:2) [email protected] (cid:16)(cid:12) ۡ(cid:17)ـﻠ(cid:5) ـﺳ(cid:12) ﺮۡـﻤ(cid:8) ـۡﻟ(cid:14)ﺪ(cid:5) ـﻴ(cid:5)(cid:3) ـﺳ(cid:12) (cid:28)ٰ(cid:29)ـﻋ(cid:12) م(cid:8) ﻹ(cid:12)ﻶـﺴ(cid:12)(cid:3) ـﻟ(cid:14)و(cid:12) ة(cid:8) ﻮـٰﻠـﺼ(cid:12)(cid:3) ـﻟ(cid:14) و(cid:12) (cid:16)(cid:12) ۡ(cid:17)ﻤ(cid:5) ـ(cid:12)ﻠـﻌٰـۡﻟ(cid:14) ب(cid:3)(cid:5) ر(cid:12) ﻪ(cid:5) ـ(cid:3)ٰﻠ(cid:5)ـﻟ ﺪ(cid:8) ـﻤۡ ـﺤ(cid:12) ـۡﻟ(cid:12)(cid:14) ()(cid:5)*ۡـﺣ (cid:5) ﺮ(cid:12)(cid:3)ـﻟ(cid:14) ﻦ(cid:5) ﻤٰـﺣۡ ﺮ(cid:12)(cid:3)ـﻟ(cid:14) ﻪ(cid:5) ـ(cid:3)ٰﻠـﻟ(cid:14) ﻢ(cid:5) ﺴۡ ـ(cid:5)ﺑ ()(cid:5)*ۡﺟ(cid:5) ﺮ(cid:12)(cid:3)ـﻟ(cid:14) ﻦ(cid:5) ﻄٰ ـﻴۡ ـﺸ(cid:12)(cid:3) ـﻟ(cid:14) ﻦ(cid:12) ـﻣ(cid:5) ﻪ(cid:5) ـ(cid:3)ٰﻠـﻟﺎـ(cid:5)ﺑ ذ(cid:8) ﻮۡـﻋ(cid:8) (cid:12)ﺎـ(cid:12)ﻓ ﺪ(cid:8) ـﻌۡــ(cid:12)ﺑﺎـﻣ(cid:12)(cid:3) (cid:12)(cid:14) Kitab Perhnay ki Du’a Deeni kitab ya Islami sabaq perhnay say pehlay zayl mein di huyi Du’a perh li-jiye ﻞَّﺟَ وَﺰََّﻋ ﻪـ(cid:27)ﻠـﻟاَءﺂ(cid:24)ﺷَ  نْ ِا jo kuch perhen gey yaad rahay ga. Du’a yeh hay: ۡ ُ ۡ َ َ َ َ ۡ َ ۡ َ َ ۡ َ ۡ (cid:11) ُ (cid:2) َ (cid:26) (cid:24) او (cid:23)(cid:14) (cid:22)(cid:21) (cid:18) ِ (cid:19)(cid:20)(cid:16) (cid:3) (cid:15) (cid:13)(cid:14)(cid:10) ا (cid:12)(cid:8) (cid:3) (cid:4)ا َ ۡ ۡ َ َ َ ۡ َ َ َ َ َ ۡ َ َ ۡ َ َ ما&$ ِ !او لِ #(cid:31) ااذ (cid:19)ـ(cid:30) (cid:23) (cid:14) (cid:27) ر (cid:19)(cid:20)(cid:16) (cid:3) (cid:15) Tarjama: Aey Allah ( ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ )! Ham per ‘ilm-o-hikmat kay derwaazay khol day aur ham per Apni rahmat naazil ferma! Aey ‘azmat aur buzurgi waalay! (Al-Mustatraf, jild. 1, safha 40) • Note: Awwal aakhir aik bar Durood Shareef perh layn. Qiyaamat kay roz hasrat Ferman-e-Mustafa ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ : Sab say ziyada hasrat Qiyaamat kay din us ko ho gi jisay dunya mein ‘ilm haasil kernay ka moqa’ mila mager us nay haasil na kiya aur us shakhs ko ho gi jis nay ‘ilm haasil kiya aur doosron nay to us say sun ker nafa’ uthaya laykin us nay na uthaya (ya’ni is ‘ilm per ‘amal na kiya). (Tarikh-e-Dimishq-li-Ibn-e-‘Asaakir, vol. 51, pp. 138; Dar-ul-Fikr, ii Fehrist Qasam kay baaray meinMadani Phool Kitab Perhnay ki Du’a ........................................................................................ ii Firishtay Aameen kehtay hain ........................................................................... 1 Qasam ki Ta’reef ................................................................................................. 2 Qasam ki teen aqsaam ........................................................................................ 2 Jhooti Qasam khana Gunah-e-Qabeerah hay ................................................... 3 Sab say pehlay jhooti Qasam shaytan nay khayi ............................................... 4 Kisi ka Haq maarnay kay liye Jhooti Qasam khanay wala Jahannami hay ............ 5 Jhooti Qasam khanay walay kay Hashr mein Hath Paun Kattay..................... 5 Saat Zameenon ka haar ...................................................................................... 6 Shaare’y ‘Aam per bila Hajat-e-Shar’i raasta mat Gheriye ............................... 6 Jhooti Qasam gharon ko Veeran ker Chhorti hay ............................................ 7 Yahudiyon nay Shaan-e-Mustafa  chupanay kay ..................................... 8 Neeli Aankhon wala Munafiq ............................................................................ 8 Jahannam mein lay janay ka Hukum hoga ....................................................... 9 Jhooti Qasam khanay walay Tajir kay liye Dard naak ‘Azab hay .................... 9 Jhooti Qasam say Barakat mit jati hay ............................................................. 10 Khinzeer Numa Murdah .................................................................................. 10 Dil per Siyah Nuqta ........................................................................................... 11 Qasam sirf sachi hi Khayi jae ............................................................................ 11 Musalman ki Qasam ka Yaqeen ker lena chahiye ............................................ 11 Tu nay Chori nahi ki ........................................................................................ 12 Momin Allah ﻞَّ ﺟَ وَ ﺰَّ َﻋ ki Jhooti Qasam kesay kha sakta hay! ............................ 12 Quran Uthana Qasam hay ya nahi? ................................................................. 12 Dou (2) I’bratnaak Fatawa ............................................................................... 13 1. Sharabi nay Quran Utha ker Qasam khayi phir tordi!! ............................ 13 2. Jhooti Qasam khanay wala jahannam kay kholtay darya mein ............... 14 Bakasrat Qasam khanay ki mumani’at ............................................................ 14 Qasam kay muta’liq 15 Madani Phool ............................................................ 15 Bat bat per qasam nahi khani chahiye ................................................................ 15 Ghalati say Qasam kha li tou? ............................................................................. 15 Aesay Alfaz jin say Qasam nahi hoti .................................................................. 16 iii Qasam kay baaray mein Madani Phool Qasam ki Chaar Aqsam ........................................................................................ 16 Aesi Qasam jis kay Tornay mein Kufr ka Andesha hay ................................... 17 Kisi cheez ko apnay uper haraam ker lena ......................................................... 17 Ghayr-e-Khuda ki qasam “qasam” nahi ............................................................ 18 Doosray kay qasam dilanay say qasam nahi hoti .............................................. 18 Qasam mein niyyat aur gharz ka ae’tibar nahi .................................................. 19 Andda (egg) na Khanay ki Qasam khali ............................................................ 19 Qasam kay ba’z alfaz ......................................................................................... 20 Sarkar-e-Madinah B ki Qasam kay Alfaz ....................................................... 20 Huzoor B ki Qasam khana .............................................................................. 20 Baap ki Qasam khana kesa? ............................................................................... 20 Qasam mein ﻞَّﺟَوَﺰَّﻋَ  ﻪـ(cid:27)ﻠـﻟاَءﺂ(cid:24)ﺷَ  نْ ِا kaha tou Qasam hogi ya nahi? .................................. 21 Barri barri moochhon wala badma’ash ........................................................... 22 Qasam ki Hifazat ki-jiye ................................................................................... 23 Behter kaam kernay kay liye qasam torna........................................................... 24 Behter kaam kay liye qasam torna jaez hay mager kaffarah dena hoga ................ 24 Zulman eiza denay ki Qasam khali tou kiya karay? ........................................ 25 Tallaaq ki qasam khana khilana kesa? ................................................................ 26 Qasam ka kaffarah ............................................................................................. 26 Qasam Kay Kaffaray Kay 13 Madani Phool .................................................... 27 Kaffaray kay liye Qasam ki Shari’at .................................................................... 27 Qasam ka Kaffarah ................................................................................................ 27 Kaffarah ada kernay ka Tareeqah........................................................................ 27 Kaffaray kay liye Niyyat Shart hay ...................................................................... 28 Kaffaray mein Teen Rozon ki Ijazat ki soorat ................................................... 29 Kaffarah ada kertay waqt ki hesiyat ka ae’tibar hay …… ................................ 29 Kaffarah kay teeno Rozay Pay-Der-Pay hona zaruri hain ............................... 29 Rozon say Kaffaray ki aik Zaruri Shart .............................................................. 29 Kaffaray kay Rozay ki Niyyat kay dou Ahkam .................................................. 30 Qasam tornay say pehlay Kaffarah diya tou ada na huwa ............................... 30 Kaffaray ka Mustahiq kon? .................................................................................. 30 Deeni ya samaaji idaray ko kaffaray ki raqam denay ka Aham Mas’ala ........ 30 Wah kiya bat hay Madani Tarbiyati Course ki! .............................................. 31 iv (cid:12) ۡ (cid:12) ۡ (cid:8) ۡ (cid:3) (cid:12) ٰ (cid:12) (cid:8) (cid:12) (cid:12)(cid:3) (cid:12) (cid:8) ٰ (cid:12)(cid:3) (cid:12) (cid:12) ۡ (cid:12) ٰ ۡ (cid:3) (cid:12) (cid:3)ٰ (cid:8) ۡ (cid:12) ۡ(cid:12) (cid:16)(cid:17)ـﻠ(cid:5) ـﺳﺮـﻤـﻟ(cid:14)ﺪ(cid:5) ـﻴ(cid:5) ـﺳ (cid:28)(cid:29)ـﻋ مﻹﻶـﺴـﻟ(cid:14)و ةﻮـﻠـﺼـﻟ(cid:14) و (cid:16)(cid:17)ﻤ(cid:5) ـﻠـﻌـﻟ(cid:14) ب(cid:5) ر ﻪ(cid:5) ـﻠ(cid:5)ـﻟ ﺪـﻤـﺤـﻟ(cid:14) ۡ (cid:12)(cid:3) ٰ ۡ (cid:12)(cid:3) (cid:3)ٰ ۡ ۡ (cid:12)(cid:3) ٰ ۡ (cid:12)(cid:3) (cid:12) (cid:3)ٰ (cid:8) ۡ (cid:8) (cid:12) (cid:12) (cid:8) ۡ (cid:12) (cid:12)(cid:3) (cid:12) ()(cid:5) *ـﺣ (cid:5) ﺮـﻟ(cid:14) ﻦ(cid:5) ﻤـﺣﺮـﻟ(cid:14) ﻪ(cid:5) ـﻠ ـﻟ(cid:14) ﻢ(cid:5) ﺴـ(cid:5)ﺑ ()(cid:5) *ﺟ(cid:5) ﺮـﻟ(cid:14) ﻦ(cid:5) ﻄـﻴـﺸـﻟ(cid:14) ﻦـﻣ(cid:5) ﻪ(cid:5) ـﻠـﻟﺎـ(cid:5)ﺑ ذﻮـﻋﺎـﻓ ﺪـﻌــﺑﺎـﻣ(cid:14) Qasam kay baaray mein* Madani Phool Shaytan lakh susti dilae mager aap ye risala mukammal parh li-jiye aap ko mufeed tareen ma’lumaat milen gi. ﻞَّﺟَ وَﺰََّﻋ ﻪـ(cid:27)ﻠـﻟاَءﺂ(cid:24)ﺷَ  نْ ِا Firishtay Aameen kehtay hain Hazrat Sayyiduna Abu Hurairah ﻪ ُْﻨـﻋ َ  ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا -َ ِ رَ say marvi hay kay Sarkar-e- Madina-e-Munawwarah, Sardar-e-Makka-e-Mukarrama ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِ ْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ ka Farman-e-‘Azmat nishan hay: Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ kay kuch sayyah (ya’ni sir kernay walay) firishtay hain, jab woh Mahafil-e-Zikr kay pas say guzertay hain tou aik dusray say kehtay hain: (yahan) betho Zakireen (ya’ni zikr kernay walay) du’a maangtay hain tou firishtay unki du’a per Aameen (ya’ni “aesa hi ho”) kehtay hain. Jab woh Nabi per Durood bhejtay hain tou woh firishtay bhi un kay sath mil ker Durood bhejtay hain hatta kay woh muntashir (ya’ni idher udher) ho jatay hain, phir firishtay aik dusray ko kehtay hain kay in khush-naseebon kay liye khush-khabri hay kay woh maghfirat kay sath wapis ja rahay hain. (Jam’ul jawamay lis-suyuti jild.3, safha 125, hadis 7750) (cid:11) َ ُ ٰ َ ٰ َ َ ُ (cid:2) (cid:11) َ ۡ َۡ َ َ ۡ * َ 0(cid:22)1 ( 3(cid:19)45 . ا /+ -(cid:16) ِ, ’ ا ( ا)(cid:3)+ * Shaykh-e-Tareeqat, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat, Hazrat-e-‘Allama Maulana Muhammad Ilyas ‘Attar Qadiri Razavi ﻪ ْ ـَﻴ ـِﻟ ﺎـَﻌ ْـﻟ ا ﻢُ ـﻬُ ـﺗُ ﺎـَﻛ ﺮَـ َﺑ  ﺖْ ـﻣ َاَد ki tasneef “Neki ki Da’wat” (hissi awwal) safha 161 per “Qasam kay baaray mein Madani Phool” mojud hain, ifadiyat kay pesh-e-nazer risalay ki soorat mein bhi shaey’ kiye ja rahay hain. (Majlis Maktaba-tul-Madina) 1 Qasam kay baaray mein Madani Phool Meethay meethay Islami bhaiyon! Aaj kal qaseer logon ka bat bat per Qasmen khanay ki taraf rujhan dekha ja raha hay, baraha jhooti Qasam bhi kha li jati hay, na touba ka sha’oor na Kaffarah denay ki koi shud- bud, lehaza ummat ki khayr khuwahi ka sawab kamanay ki hirs kay sabab bator-e-neki ki da’wat qadr-e-tafseel kay sath Qasam aur is kay Kaffaray kay baray mein Madani Phool pesh kerta hun, qabool farmaiye. Is ka az-ibtada ta intiha mutala’a ya ba’z Islami bhaiyon ka mil beth ker dars dena sirf mufeed hi nahi, ﻞَّﺟَوَﺰََّﻋ ﻪـ(cid:27)ﻠـﻟاَءﺂ(cid:24)ﺷَ  نْ ِا mufeed tareen saabit hoga. Qasam ki Ta’reef Qasam ko Arabi zaban mein “Yameen” kehtay hain jis ka matlab hay: “Dahni (ya’ni seedhi) janib”, chunkay Ahl-e-Arab umuman Qasam khatay ya Qasam letay waqt aik dusray say dahna (ya’ni seedha) hath milatay thay is liye Qasam ko “Yameen” kehnay lagay, ya phir Yameen “Yumn” say bana hay jis kay ma’na hain “Barakat-o-Quwwat”, chunkay Qasam mein Allah ﻞَّﺟَ وَﺰَّ ﻋَ ka ba-barakat naam bhi letay hain aur is say apnay kalam ko quwwat detay hain isliye isay “Yameen” kehtay hain ya’ni barakat-o-quwwat waali guftugu. (Mulakhas-az-Mir-aatul Manaji jild 5 safha 94) Shar’ī ae’tibar say Qasam us aqad (ya’ni ahad-o-pemaa) ko kehtay hain jis kay zari’ay Qasam khanay wala kisi kaam kay kernay ya na kernay ka pukhta (pakka) iradaa kerta hay. (Dur-e-Mukhtar jild 5 safha 488) masalan kisi nay yun kaha: Allah ﻞَّﺟَ وَﺰَّ ﻋَ “ki Qasam! Mein kal tumhara sara qarz ada ker dunga” tou ye Qasam hay. Qasam ki teen aqsaam Qasam teen tarah ki hoti hay: (1) Laghw (2) Ghamoos (3) Mun’aqidah 1. “Laghw” ye hay kay kisi guzray huway ya mojudah amar (ya’ni mu’amlay) per apnay khayal mein (ya’ni ghalat fehmi ki waja say) sahi jaan ker Qasam khae aur dar-haqeeqat woh bat is kay khilaf (ya’ni ulat) ho, masalan kisi nay Qasam khayi: “Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ ki Qasam! 2 Qasam kay baaray mein Madani Phool Zaid gher per nahi hay” aur iski ma’lumaat mein yehi tha kay Zaid gher per nahi hay aur is nay apnay guman mein sachi Qasam khayi thi mager haqeeqat mein Zaid gher per tha tou ye Qasam “Laghw” kehlae gi, ye mu’af hay aur is per kaffarah nahi. 2. “Ghamoos” ye hay kay kisi guzray huway ya mojoodah amar (ya’ni mu’amlay) per danista (ya’ni jan boojh ker) jhooti Qasam khaey masalan kisi nay Qasam khai kay: “Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ ki Qasam Zaid gher per hay,” aur woh janta hay kay haqeeqat mein Zaid gher per nahi hay tou ye Qasam “Ghsmoos” kehlae gi aur Qasam khanay wala sakht gunahgar huwa, Istighfar-o-Touba farz hay mager kaffarah lazim nahi. 3. “Mun’aqidah” ye hay kay aendah kay liye Qasam khayi masalan yun kaha: “Rab ﻞَّﺟَ وَﺰَّ ﻋَ ki Qasam! Mein kal tumharay gher zaroor aaun ga.” Mager dusray din na aaya tou Qasam toot gayi, usay kaffarah dena paray ga aur ba’z suraton mein gunah-gar bhi hoga. (Fatawa ‘Alamgiri jild 2 safha 52) Khulasa ye huwa kay Qasam khanay wala kisi guzri hui ya mojoodah bat kay baaray mein Qasam khae ga tou woh ya tou sacha hoga ya phir jhoot, ager sacha hoga tou koi haraj nahi aur ager jhoot hoga tou usnay woh Qasam apnay khayal kay mutabiq ager sachi khayi thi tou ab bhi haraj nahi ya’ni gunah bhi nahi aur kaffarah bhi nahi han ager usay pata tha kay mein jhooti Qasam kha raha hun tou gunah-gar hoga mager kaffarah nahi hay, aur ager is nay aendah kay liye kisi kaam kay kernay ya na kernay ki Qasam khayi tou ager woh Qasam puri ker deta hay tou fabiha (ya’ni khoob behter) werna kaffarah dena hoga aur ba’z suraton mein Qasam tornay ki waja say gunah-gar bhi hoga. (In suraton ki tafseel aagay aa rahi hay) Jhooti Qasam khana Gunah-e-Kabeerah hay Rasool-e-be-Misaal, Bibi Aamna kay Lal ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِ ْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ ka farman-e- ‘alishan hay: “Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ kay sath shirk kerna, walidayn ki na farmani kerna, kisi jan ko qatal kerna aur jhooti Qasam khana qabeerah gunah hay” (Bukhari jild.4, safha.295, hadis 6675) 3 Qasam kay baaray mein Madani Phool Sab say pehlay jhooti Qasam shaytan nay khayi Hazrat-e-Sayyiduna Aadam Safiyullah مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـَﻋوَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ ko sajdah na kernay ki waja say shaytan mardood huwa tha lehaza woh Aap  ﻪِ ـْﻴَﻠـَﻋوَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ  ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ko nuqsan pohchanay ki taak mein raha. Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ nay Hazrat-e-Sayyidaina Aadam-wa-Hawwa ﺎَﻬْﻨَﻋ ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا -َ ِ رَ و مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـَﻋوَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ say farmaya kay jannat mein raho aur jahan dil karay bay rok-tok khao albatta is “Darakht” kay qareeb na jana. Shaytan nay kisi tarha Hazrat-e- Sayyiduna Aadam-wa-Hawwa ﺎَﻬْﻨَﻋ ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا -َ ِ رَو مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـﻋَ وَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ kay pas pohch ker kaha kay mein tumhen “Shajar-e-Khuld” bata dun, Hazrat-e- Sayyiduna Aadam Safiyullah مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـﻋَ وَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ nay man’a farmaya tou shaytan nay Qasam khayi kay mein tumhara khayr-khuwah (ya’ni bhalayi chahnay wala) hun. Inhen khayal huwa kay Allah ﻞَّ ﺟَ و َﺰَّ ﻋَ ki jhooti Qasam kon kha sakta hay! Ye soch ker Hazrat-e-Sayyidatuna Hawwa ﺎَﻬْﻨَﻋ ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا -َ ِ رَ nay is mein say kuch khaya phir Hazrat-e-Sayyiduna Aadam Safiyullah مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـﻋَ وَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ ko diya unhon nay bhi kha liya. (Mulakhas-az- Tafseer Abdur Razzaq jild.2, safha.76) jesa kay para 8 Surat A’raaf ki ayat 20 aur 21 mein irshad hota hay: (cid:12) (cid:8) ٰ (cid:12) (cid:12) (cid:12) (cid:12) (cid:12) (cid:12) ٰ ۡ (cid:12) ۡ (cid:12) (cid:8) ۡ (cid:12) (cid:12) 9 (cid:12) (cid:12) (cid:8) (cid:12) (cid:12) ۡ (cid:8) (cid:8) ٰ ۡ (cid:12)(cid:3) (cid:12) (cid:8) (cid:12) (cid:12) (cid:12) ۡ (cid:12) (cid:12) ﺎﻤﻜﻬﻧ ﺎﻣ لﺎﻗ و ﺎﻤﻬ(cid:5) (cid:5)ﺗ(cid:14)ﻮﺳ ﻦﻣ(cid:5) ﺎﻤﻬﻨﻋ ير(cid:5) و ﺎﻣ ﺎﻤ12 يﺪ(cid:5) ﺒﻴ(cid:5)ﻟ ﻦﻄﻴﺸﻟ(cid:14) ﺎﻤ12 سﻮﺳﻮﻓ Oۡ(cid:3)(cid:5)P(cid:14)(cid:5) ۤﺎﻤ(cid:12) ﻬ(cid:8) Q(cid:12)R(cid:12) ﺎ(cid:12)ﻗ و (cid:12) ﴾٢٠﴿ ﻦ(cid:12) ۡﻳﺪ(cid:5) ﻠ(cid:5) JٰKۡ (cid:14) ﻦ(cid:12) ﻣ(cid:5) ﺎ(cid:12)ﻧ>ۡ ?(cid:8) (cid:12)ﺗ وۡ (cid:12)(cid:14) (cid:16)(cid:5) ۡ(cid:17)@(cid:12) (cid:12)ﻠﻣ(cid:12) ﺎ(cid:12)ﻧ>ۡ ?(cid:8) (cid:12)ﺗ نۡ (cid:12)(cid:14) ۤﻹ(cid:12)(cid:3)ﻵ(cid:14)(cid:5) ة(cid:5) ﺮ(cid:12) ﺠ(cid:12) ﺸ(cid:12)(cid:3) ﻟ(cid:14) ه(cid:5) ﺬ(cid:5) ﻫٰ ﻦۡ ﻋ(cid:12) ﺎﻤ(cid:12) ﻜ (cid:8) (cid:8)(cid:3)ﺑر(cid:12) (cid:12) ۡ (cid:3)ٰ (cid:12) (cid:12) (cid:12) (cid:8) (cid:12) ﴾٢ۙ١﴿ (cid:16)(cid:17)ﺤ(cid:5) ﺼ(cid:5) ﻨﻟ(cid:14) ﻦﻤ(cid:5) ﻟ ﺎﻤ@T Tarjama-e-Kanzul Emaan: “Phir shaytan nay in kay ji mein khatrah dala kay in per khol day inki sharam ki cheezen jo in say chupi theen aur bola: tumhay tumharay Rab nay is peyrr say isi liye mana’ farmaya hay kay kaheen tum dou firishtay ho jao ya hamesha jeenay walay aur in say Qasam khayi kay mein tum donu ka khayr khuwah hun.” (Para.8, Surat A’raaf, Aayat 20 aur 21) Sad-rul-Afazil Hazrat-e-‘Allama Maulana Sayed Muhammad Naeem- ud-Deen Muradabadi یدِﺎَﳍ ۡ ا ﻪ ِ ـ(cid:27)ﻠـﻟا  ﺔُ ﲪَ ْ رَ   ﻪِ ۡﻴ َﻠَ& Tafseer Khazaen-ul-Irfan mein likhtay hain: Ma’na ye hain kay iblees mal’oon nay jhooti Qasam kha ker Hazrat-e-Sayyiduna Aadam مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ  ُةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـﻋَ وَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ ko dhoka diya aur pehla 4 Qasam kay baaray mein Madani Phool jhooti Qasam khanay wala iblees hi hay, Hazrat-e-Sayyiduna Aadam مﻼَ ﺴَّ ـﻟاوَ ُ ةﻮٰﻠﺼَّـﻟا ﻪِ ـْﻴَﻠـﻋَ وَ ﺎَﻨـِّﻴـِﺒَﻧ )ٰ ـﻋَ ko guman bhi na tha kay koi Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ ki Qasam kha ker jhoot bol sakta hay, is liye aap nay uski bat ka ae’tibar kiya. Kisi ka Haq maarnay kay liye Jhooti Qasam khanay wala Jahannami hay Rasool-e-Kareem, Rauf-ur-Raheem ﻢۡﻴ ِﻠﺴۡ َّ?ﻟاوَ ِ ةﻮٰﻠﺼَّـ ﻟ ا ﻞ ُ ﻀَﻓَۡا  ﻪِْﻴَﻠَ& ka farman-e-‘Azeem hay: Jo Qasam kha ker kisi Musalman ka haq maar lay Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ us kay liye Jahannam wajib ker deta aur us per Jannat haram farma deta hay. ‘Arz ki gayi: Ya Rasoolallah ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ ager-cheh woh thori si cheez ho? Irshad farmaya: “Ager-cheh peelu ki shaakh hi ho”. (Muslim safha 82, hadees 218, (137) Peelo aik darakht hay jis ki shaakh aur jarr say Miswaak banatay hain. Jhooti Qasam khanay walay kay Hashr mein Hath Paun Kattay huway hun gey Aik Hazrami (ya’ni Mulk-e-Yaman kay shahar “Hazra-Maot” kay bashinday) aur aik kindi (ya’ni qabila kindah say wabasta aik shakhs) nay Madinay kay Tajwer ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ ki Bargah-e-Anwar mein Yaman ki aik zameen kay muta’lik apna jhagra pesh kiya, Hazrami nay ‘arz ki: “Ya Rasoolallah ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ meri zameen is kay bap nay chheen li thi, ab woh is kay qabzay mein hay.” Tou Nabi-e-Mukarram, Noor-e-Mujassam ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ nay daryaft farmaya: “kia tumharay pas koi gawahi hay?” ‘arz ki: “Nahi, lekin mein is say Qasam lunga kay Allah ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ ki Qasam kha ker kahay kay woh nahi janta kay woh meri zameen hay jo is kay bap nay ghasab ker li thi.” Kindi Qasam khanay kay liye tayyar ho gaya tou Rasool-e-Akram, Shahanshah-e-Bani Aadam ﻢَّﻠﺳَوَ  ﻪِٖﻟٰاوَ ﻪِ ْﻴَﻠَ& ﱃٰﺎَﻌَﺗ ُﷲا )َّﺻَ nay irshad farmaya: “Jo (jhooti) Qasam kha ker kisi ka maal dabae ga woh Bargah-e-Ilahi ﻞَّ ﺟَ وَﺰَّ ﻋَ mein is haalat mein pesh hoga kay us kay hath paun kattay hon gey.” Ye sun ker Kindi nay keh dia kay ye zameen usi (ya’ni hazrami) ki hay. (Sunan-e-Abu Dawood jild 3, safha 298, hadees 3244) 5

Description:
Qasam kay baaray mein. Madani Phool. Yeh risala Shaykh-e-Tareeqat, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat, Baani-e-. Dawat-e-Islami, Hazrat 'Allama Maulana
See more

The list of books you might like

Most books are stored in the elastic cloud where traffic is expensive. For this reason, we have a limit on daily download.